• Hindi Lyrics
  • T
  • Tum jagat ki jyoti ho Lyrics / तुम जगत की ज्योति हो

    Tum jagat ki jyoti ho Lyrics | तुम जगत की ज्योति हो | Hindi Christian Song Lyrics

    Tum jagat ki jyoti ho
    Tum dharaa ke namak bhi ho – 2

    Tum ko paida isliye kiya
    Tumko jeevan isliye mila
    Uske marzi kar sako sadaa
    Tum jagat…

    Vah nagar jo basse shikhar par
    Chhipta hi nahi, kisi ki nazar
    Tumhare bhale kaam
    chamke is tarah,
    Tum jagat…

    Paddosi se prem, tumne sunaa hei
    Dushman se prem mere kahna hei
    Tabhi tum santaan
    Parmeshware samaan,
    Tum jagat…

    Aankh ke badle aankh, burai ka samna hei
    Fero duusra gaal sahlo sab anyaay
    Eisa jeevan hi
    pita ko bhaata hei,
    Tum jagat…

    तुम जगत की ज्योति हो
    तुम धरा के नमक भी हो- 2

    तुमको पैदा इसलिये किया
    तुमको जीवन इसलिये मिला
    उसकी मर्ज़ी कर सको सदा
    तुम जगत…

    वो नगर जो बसे शिखर पर
    छिपता ही नहीं, किसी की नज़र
    तुम्हारे भले काम
    चमके इस तरह
    तुम जगत…

    पड़ोसी से प्रेम, तुमने सुना है
    दुश्मनों से प्रेम मेरा कहना है
    तब ही तुम संतान
    परमेश्वर समान,
    तुम जगत…

    आँख के बदले आँख, बुराई का सामना है
    फेरो दूसरा गाल, सह लो सब अन्याय
    ऐसा जीवन ही
    पिता को भाता है,
    तुम जगत…

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *

    1 mins