• Hindi Lyrics
  • S
  • Surile Surile bhajan hain masih ke Lyrics / सुरीले सुरीले भजन हैं मसीह के

    Surile Surile bhajan hain masih ke Lyrics | सुरीले सुरीले भजन हैं मसीह के | Hindi Christian Song Lyrics

    Surile Surile bhajan hain masih ke
    Jeevan ke pyaale vachan hain masih ke
    To aao yesu ke darbar aao chalo
    Anand utsav manao chalo
    Anand utsav-2

    Sangeet mera uska anugrah
    Har geet mera uska anugrah
    Kitne nirale bhajan hain masih ke
    Jeevan ke pyale….

    Yesu vachan se abhishek aaye
    Abhishek aaye bandhan mitaye
    Milte hain aise mausam khushi ke
    Jeevan ke pyale…..

    सुरीले सुरीले भजन हैं मसीह के
    जीवन के प्याले वचन हैं मसीह के
    तो आओ यसू के दरबार आओ चलो
    आनंद उत्सव मनाओ चलो
    आनंद उत्सव-2

    संगीत मेरा उसका अनुग्रह
    हर गीत मेरा उसका अनुग्रह
    कितने निराले भजन हैं मसीह के
    जीवन के प्याले….

    यसू वचन से अभिषेक आए
    अभिषेक आए बंधन मिटाए
    मिलते हैं ऐसे मौसम खुशी के
    जीवन के प्याले…..

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *

    1 mins