• G
  • Hindi Lyrics
  • Gane ka dil aur bajane ka jeevan Lyrics / गाने का दिल और बजाने का जीवन

    Gane ka dil aur bajane ka jeevan Lyrics | गाने का दिल और बजाने का जीवन | Hindi Christian Song Lyrics

    Gane ka dil aur bajane ka jeevan
    ham sabne paaya hai
    ham sabne paaya hai
    Khushi ye kaisi anokhee
    dil mei Yeshu aa gaya

    jis vyakti ne Yeshu ko paaya -2
    jeevan badal gaya hai -4

    Jis vyakti ne vishwas kiya -2
    Yeshu ka beta ban gaya -4

    Jis vyakti ne aatma ko paya -2
    swargiya waaris ban gaya -4

    गाने का दिल और बजाने का जीवन
    हम सबने पाया है
    हम सबने पाया है
    खुशी ये कैसी अनोखी
    दिल में यीशु आ गया

    जिस व्यक्ति ने यीशु को पाया -2
    जीवन बदल गया है – 4

    जिस व्यक्ति ने विश्वास किया -2
    यीशु का बेटा बन गया -4

    जिस व्यक्ति ने आत्मा को पाया -2
    स्वर्गीय वारिस बन गया -4

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *

    1 mins