• Hindi Lyrics
  • K
  • Koi narsinga phoonk raha hai Lyrics / कोई नरसिंगा फूँक रहा है

    Koi narsinga phoonk raha hai Lyrics | कोई नरसिंगा फूँक रहा है | Hindi Christian Song Lyrics

    Koi narsinga phoonk raha hai
    Badalo par Yeshu
    jald aa raha hai – 2

    Uske pyaar ki shamme jalao
    Phuloo se uske raahe sajao – 2
    Hamko lene who aa raha hai – 2
    Badalo par …

    Hoshanna ke nare lagao
    Aage he aage badhte jaao – 2
    Jeevan dene wo aa raha hain – 2
    Badalo par …

    Wohi shahar me dakhil honge
    Jinke kitaab mein naam milenge- 2
    Unko lene wo aa raha hai – 2
    Badalo par …

    कोई नरसिंगा फूँक रहा है,
    बादलों पर यीशु
    जल्द आ रहा है – 2

    उसके प्यार की शम्मा जलाओ
    फूलों से उसकी राहे सजाओ
    हमको लेने वो आ रहा है -2
    बादलों पर …

    होशन्ना के नारे लगाओ,
    आगे ही आगे बढ़ते जाओ -2
    जीवन देने वो आ रहा है -2
    बादलों पर …

    वो ही शहर में दाखिल होंगे,
    जिनके किताब में नाम मिलेंगे – 2
    उनको लेने वो आ रहा है-2
    बादलों पर …

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *

    1 mins