Ye Din prabhu ne jo tujhko diya isme aanandit raho Lyrics | ये दिन प्रभु ने जो तुझको दिया इसमे आनंदित रहो | Hindi Christian Song Lyrics
Ye Din prabhu ne jo tujhko diya isme aanandit raho
prabhu mein aanandit raho .4
Ye din prabhu ne jo tujhko diya .
prabhu mein aanandit raho
Usne hi jeewan diya hain uska dhanyawaad karo
saare pithavi ke logo prabhu ka dhanyawaad karo .2
Prabhu ka gungaan karo 2
Ye din prabhu ne jo tujhko diya
Har waqt kya kya karo tum uski stuti karo tum
shaitaan ko jisne haraaya uski jai jaikaar karo 2
prabhu ki stuti karo prabhu ka jaikaar karo
ye din prabhu ne diya
prabhu mein aanandit raho
ये दिन प्रभु ने जो तुझको दिया इसमे आनंदित रहो
प्रभु में आनंदित रहो .4
ये दिन प्रभु ने जो तुझको दिया .
प्रभु में आनंदित रहो
उसने ही जीवन दिया हैं उसका धन्यवाद करो
सारे पितावी के लोगो प्रभु का धन्यवाद करो .2
प्रभु का गुणगान करो 2
ये दिन प्रभु ने जो तुझको दिया
हर वक़्त क्या क्या करो तुम उसकी स्तुति करो तुम
शैतान को जिसने हराया उसकी जाई जैयकार करो 2
प्रभु की स्तुति करो प्रभु का जैयकार करो
ये दिन प्रभु ने दिया
प्रभु में आनंदित रहो