• Hindi Lyrics
  • M
  • MAI HUN AZAAD, NA DHAN KE DWARA Lyrics / मैं हूं आजाद,न धन के द्वारा

    MAI HUN AZAAD, NA DHAN KE DWARA Lyrics | मैं हूं आजाद,न धन के द्वारा | Hindi Christian Song Lyrics

    NA SONA NA CHAANDI SE MILI AZAADI

    NA DUNIYA KI DAULAT SE MILI NAZAAT

    SALEEB HI KA KHOON MERI ABDI CHATTAN HAI

    AUR MUNJI KI MAUT MUJHE DETI SHIFA

    CHO. MAI HUN AZAAD, NA DHAN KE DWARA

    SONA MERA DAAM NA THA, PAR MERA DAAM

    MASIH KA KHOON HAI, BADA DAAM MUHABBAT KA

    1. NA SONA NA CHAANDI SE MILI AZAADI

    GUNAHON KA BOJH DIL PAR BHAARI HUA

    SALEEB HI KA KHOON MERI ABDI CHATTAN HAI

    AUR MUNJI KI MAUT SE HI FIDIYA HUA

    1. NA SONA NA CHAANDI SE MILI AZAADI

    MUJHE SHARIYAT NE PAAS NA JAANE DIYA

    SALEEB HI KA KHOON MERI ABDI CHATTAN HAI

    AUR MUNJI KI MAUT NE HATAYA SAB DAR

    1. NA SONA NA CHAANDI SE MILI AZAADI

    AASMAAN ISKE ZARIYE NA MIL SAKTA THA

    SALEEB HI KA KHOON MERI ABDI CHATTAN HAI

    AUR MUNJI KI MAUT SE HUA MAI AZAAD H

    1. न सोना न चांँदी से मिली आजादी

    न दुनिया की दौलत से मिली नजात

    सलीब ही का खून मेरी अब्दी चट्टान है

    और  मुंज़ी की मौत मुझे देती शिफा

    को. मैं हूं आजाद,न धन के द्वारा

     सोना मेरा दाम न था,

    पर मेरा दाम मसीह का खून है,

    बड़ा दाम मुहब्बत का

    2. न सोना न चांँदी से मिली आजादी

    गुनाहों का बोझ दिल पर भारी हुआ

    सलीब ही का खून मेरी अब्दी चट्टान है

    और मुंज़ी की मौत से ही फिदिया हुआ

    3. न सोना न चांँदी से मिली आजादी

    मुझे शरियत ने पास न जाने दिया

    सलीब ही का खून मेरी अब्दी चट्टान है

    और मुंज़ी की मौत ने हटाया सब डर

    4. न सोना न चांँदी से मिली आजादी

    आसमान इसके जरिये न मिल सकता था

    सलीब ही का खून मेरी अब्दी चट्टान है

    और मुंज़ी की मौत से हुआ मैं आजाद

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *

    2 mins