• B
  • Hindi Lyrics
  • Bhajo meetha naam Lyrics / भजो मीठा नाम

    Bhajo meetha naam Lyrics | भजो मीठा नाम | Hindi Christian Song Lyrics

    Bhajo meetha naam, Prabhu Yehsu naam
    Pyare prabhu Yeshu ka, karo aadarman
    Bhajo meetha naam

    Mahima apni chhor kar, aaya jagat mei
    Janam usne paaya, kuwari Mariam se
    Garib ban kar raha, sare jeevan mei
    Meri jaan ka pyara, prabhu Yeshu hei
    Aaaa… Bhajo…

    Paap aur shrap ke saare, ghirnit rogo ko
    Dil ke gnde daago, ko mitane ko
    Yeshu ne balidaan, diya apne aapko
    Meri jaan ka pyara, prabhu Yeshu hei
    Aaaa… Bhajo…

    Aayega fir se, apne logo ke liye
    Apne saath asman par, le jaane ke liye
    Anand harsh pita ko, dene eke liye
    Meri jaan ka pyara, prabhu Yeshu hei
    Aaaa… Bhajo…

    Jai jai jai jai milkar, gaao bhaiyon
    Khushi ka samachar, sabko jaake do
    Ho jao taiyaar ab, usse milne ko
    Meri jaan ka pyara, prabhu Yeshu hei
    Aaaa… Bhajo…

    भजो मीठा नाम, प्रभु यीशु नाम
    प्यारे प्रभु यीशु का, करो आदरमान,
    भजो मीठा नाम

    महिमा अपनी छोड़कर, आया जगत में,
    जन्म उसने पाया, कुंवारी मरियम से
    गरीब बनकर रहा, सारे जीवन में,
    मेरी जान का प्यारा, प्रभु यीशु हैं,
    आआआ… भजो…

    पाप और श्राप के सारे, घृणित रोगों को
    दिल के गंदे दागों, को मिटाने को
    यीशु ने बलिदान, दिया अपने आपको
    मेरी जान का प्यारा, प्रभु यीशु है,
    आआआ… भजो…

    आयेगा फिर से, अपने लोगों के लिये
    अपने साथ आसमान पर, ले जाने के लिये
    आनंद हर्ष पिता को, देने के लिये
    मेरी जान का प्यारा, प्रभु यीशु है,
    आआआ.. भजो…

    जय जय मिलकर, गाओ भाइयों
    खुशी का समाचार, सबको जाके दो
    हो जाओ तैयार अब, उससे मिलने को,
    मेरी जान का प्यारा, प्रभु यीशु है
    आआआ… भजो…

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *

    1 mins