• Hindi Lyrics
  • T
  • Tere pyaar ne kiya mujhe nihaal Lyrics / तेरे प्यार ने किया मुझे निहाल

    Tere pyaar ne kiya mujhe nihaal Lyrics | तेरे प्यार ने किया मुझे निहाल | Hindi Christian Song Lyrics

    Tere pyaar ne kiya mujhe nihaal
    Ye kamaal hai, kamaal hai, kamaal
    Chaalein shaitaan ki, ho gayin tabaah
    Ye kamaal hai, kamaal hai, kamaal
    Ye kamaal hai, kamaal hai, kamaal (3)
    1.
    Aasmaan zameen ki barkatein
    Yeeshu Masih mein dee tune
    Vaade saare Yeeshu mein
    Haan aur Ameen ke sath dee hain
    Tujh mein ho gaya dhani ye kangaal
    Ye kamaal hai, kamaal hai, kamaal (3)
    2.
    Aise daur aaye zindagi mein
    Meri samajh se the pare
    Teri or jab lagi nigaahein
    Ashishon ke sote khul gaye
    Too banaa mera bhaag, meri dhaal
    Ye kamaal hai, kamaal hai, kamaal (3)
    3.
    Yuktiyan jo ki mere liye
    Vo hain mere laabh ke liye
    Meri binti aur samajh se badke
    Toone ajooben hain kiye
    Maine dekha tere haath ka jalaal
    Ye kamaal hai, kamaal hai, kamaal (3)
    4.
    Mushkilon ke aaye silsile
    Himmat dee vachan bhej ke
    Darwaaze band jab hue
    Khole naye raste
    Tere pyaar ki nahin koi misaal
    Ye kamaal hai, kamaal hai, kamaal (3)

    Tujh mein ho gaya dhani, ye kangaal
    Ye kamaal hai, kamaal hai, kamaal
    Too banaa mera bhaag, meri dhaal
    Ye kamaal hai, kamaal hai, kamaal
    Maine dekha tere haath ka jalaal
    Ye kamaal hai, kamaal hai, kamaal
    Dil mein ab nahin hai koi savaal
    Ye kamaal hai, kamaal hai, kamaal
    Tere pyaar ne kiya mujhe nihaal
    Ye kamaal hai, kamaal hai, kamaal (3)

    तेरे प्यार ने किया मुझे निहाल
    ये कमाल है, कमाल है, कमाल
    चालें शैताँ की हो गयी तबाह
    ये कमाल है, कमाल है , कमाल
    ये कमाल है, कमाल है, कमाल(3)
    1.
    आसमाँ ज़मीं की बरकतें
    यीशु मसीह में दी तूने
    वादे सारे यीशु में
    हाँ और आमीन के साथ दी हैं
    तुझ में हो गया धनी, ये कंगाल
    ये कमाल है, कमाल है, कमाल(3)
    2.
    ऐसे दौर आये ज़िन्दगी में
    मेरी समझ से थे परे
    तेरी ओर जब लगी निगाहें
    आशीषों के सोते खुल गए
    तू बना मेरा भाग, मेरी ढाल
    ये कमाल है, कमाल है, कमाल(3)
    3.
    युक्तियाँ जो की मेरे लिए
    वो हैं मेरे लाभ के लिए
    मेरी बिनती और समझ से बढ़कर
    तूने अजूबे हैं किये
    मैंने देखा तेरे हाथ का जलाल
    ये कमाल है, कमाल है, कमाल(3)
    4.
    मुश्किलों के आये सिलसिले
    हिम्मत दी वचन भेज के
    दरवाज़े बंद जब हुए
    खोले नए रास्ते
    तेरे प्यार की नहीं कोई मिसाल
    ये कमाल है, कमाल है, कमाल(3)

    दिल अब नहीं है कोई सवाल
    ये कमाल है, कमाल है, कमाल(3)

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *

    1 mins