Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu Lyrics | मेरे पास ही रेहेना प्यार येशु | Hindi Christian Song Lyrics
Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu
Tujh bin mein jee na paunga) – ×2Hallelujah – ×8
(Dukho mein aansun mein
Meri maa bann ke aa
Karzon mein kashton mein
Mera pita bann k aa) – ×2
Andhyari raahon mein
Meri Roshni bann ke aa
Maut ki vaadiyon mein
Mera jeevan bann ke aa) – ×2
(Bimari ki haalat mein
Meri sehat bann ke aa
Dushmano ki adawat mein
Mera pyar bann ke aa) – ×2
(Vachan padhun jabb mein
Mera guru bann ke aa
Prathna karun jabb mein
Mera Prabhu bann ke aa) – ×2
मेरे पास ही रेहेना प्यार येशु
तुझ बिन मे जी ना पुंगा) – × २
हलेलूजा – × ×
(दुःखो मे आसु मे
मेरी माँ बनके आ
करजो मे कस्त्तो मे
मेरा पिता बन के आ) – × २
(अंधयरि र्रहो मे
मेरी रोशनी बनके आ
मौत की वाडियोन में
मेरा जीवन बन के आ) – × २
(बिमारी की हालत में
मेरी सेहत बन के आ
दुशमनो की अदावत में
मेरा प्यार बन के) – × 2
(वचन पदू जब मैं
मेरा गुरु बन के आ
प्रथना करुँ जाब मेरे
मेरा प्रभु बन के आ) – × २