Menu Close

Zindagi mein tum par jab ho sakht toofan Lyrics / ज़िंदगी में तुम पर जब हो सख्त तूफ़ान

Zindagi mein tum par jab ho sakht toofan Lyrics | ज़िंदगी में तुम पर जब हो सख्त तूफ़ान | Hindi Christian Song Lyrics

Zindagi mein tum par jab ho sakht toofan
Aur jab tum ho be-dil ki sab hai nuksaan
Gino saari barkat, gino naam ba-naam
Aur hairaan tum honge dekh kar Rab ke kaam
1
Barkat gino, gino naam ba-naam
Barkat gino, dekho khud ke kaam
Barkat gino, gino naam ba-naam
Aur hairaan tum honge dekh kar Rab ke kaam
2
Fikar ka jab tum par hove bojh bhaari
Aur jab tumko maaloom hove sakht saleebi
Gino bed-barkat sab honge door bhaag
Aur tum geeten gaakar rahoge masroor
3
Auron ka jab dekhte ho jeevan aur jeena
Tumko hai Ishwar ki daulat saraasar
Gino bed-barkat keemat bebaak
Anjaan jalaali aur jaleel makali aur kya
4
So is chang mein waqt rakho har is baat
Yaad sada himmat na haarna sab se Khuda
Saari barkat gino phir te paas hai
Safar bhar wo dete, raahat khaas

ज़िंदगी में तुम पर जब हो सख्त तूफ़ान
और जब तुम हो बे-दिल कि सब है नुकसान
गिनो सारी बरकत, गिनो नाम ब-नाम
और हैरान तुम होंगे देख कर रब के काम

बरकत गिनो, गिनो नाम ब-नाम
बरकत गिनो, देखो खुद के काम
बरकत गिनो, गिनो नाम ब-नाम
और हैरान तुम होंगे देख कर रब के काम
फिकर का जब तुम पर होवे बोझ भारी
और जब तुमको मालूम होवे सख्त सलीबी
गिनो बेद-बरकत सब होंगे दूर भाग
और तुम गीतें गाकर रहोगे मसरूर
औरों का जब देखते हो जीवन और जीना
तुमको है ईश्वर की दौलत सरासर
गिनो बेद-बरकत कीमत बेबाक
अनजान जालाली और जलील मकाली और क्या
सो इस चंग में वक्त रखो हर इस बात
याद सदा हम्मत न हारना सब से खुदा
सारी बरकत गिनो फिर ते पास है
सफर भर वो देते, राहत खास

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *